Skip navigation
Sidebar -

Advanced search options →

Welcome

Welcome to CEMB forum.
Please login or register. Did you miss your activation email?

Donations

Help keep the Forum going!
Click on Kitty to donate:

Kitty is lost

Recent Posts


Do humans have needed kno...
Today at 07:25 AM

New Britain
Today at 12:05 AM

Iran launches drones
April 13, 2024, 09:56 PM

عيد مبارك للجميع! ^_^
by akay
April 12, 2024, 04:01 PM

Eid-Al-Fitr
by akay
April 12, 2024, 12:06 PM

What's happened to the fo...
April 11, 2024, 01:00 AM

Lights on the way
by akay
February 01, 2024, 12:10 PM

Mock Them and Move on., ...
January 30, 2024, 10:44 AM

Pro Israel or Pro Palesti...
January 29, 2024, 01:53 PM

Pakistan: The Nation.....
January 28, 2024, 02:12 PM

Gaza assault
January 27, 2024, 01:08 PM

Nawal El Saadawi: Egypt's...
January 27, 2024, 12:24 PM

Theme Changer

 Topic: german gaane kaa tarjumah

 (Read 5048 times)
  • 1« Previous thread | Next thread »
  • german gaane kaa tarjumah
     OP - November 09, 2014, 11:04 PM

    yeh meraa eik pasandiida gaanaa hai german-i-zubaan meyn. Herr Schiller ne usko likhaa, aur vo germany ke bahut bare ahim (puraane) musannaf aur shaayir samjhe jaate hain.

    https://www.youtube.com/watch?v=MciCKJDF-l0


    mehrbaani kar ke bataanaa, aapkaa kyaa khayaal hai gaane ke baare meyn, tarjume ke baare meyn, aur uske matlab ke baare meyn Smiley

    Wohlauf Kameraden auf´s Pferd, auf´s Pferd,
    Are chelo doston ghoRe par, ghoRe par

    in das Feld, in die Freiheit gezogen;
    Miidaan meyn, azaadi meyn chaleyn

    im Felde, da ist der Mann noch was wert,
    Maareke-i-Midaan meyn aadmi ki koi qiimat hai

    da wird das Herz noch gewogen;
    Vahaan peh dil wazan kiyaa jaataa hai

    da tritt kein anderer für ihn ein,
    Vahaan peh koi dusraa tumhaari jagah meyn nahiin aataa

    auf sich selber steht er da ganz allein.
    Aapne aap par munhassir karnaa hai

    Aus der Welt die Freiheit verschwunden ist,
    Dunyaa se azaadi ghaayab ho gayi hai

    man sieht nur noch Herren und Knechte;
    Tum sirf maalik maalik aur ghulaam ghulaam dekhte ho

    die Falschheit herrscht und die Hinterlist
    jhuuT aage piiche hoti hai aur chaalaaki

    bei dem feigen Menschengeschlechte.
    Bure aadmion ke saath

    Der dem Tod ins Angesicht schauen kann,
    Jo maut aankhon meyn dekh saktaa,

    der Soldat allein ist der freie Mann.
    sirf aur sirf fauji azaad mard hai



    Des Lebens Ängste, er wirft sie weg,
    Zindagi ki saari pareshaaniyaan phenktaa hai

    hat nicht mehr zu fürchten, zu sorgen,
    Kuchh nahiin se Dartaa hai pareshaan kabhi na hotaa

    er reitet dem Schicksal entgegen keck,
    Vo aapnaa nasiib ko siidhaa ghoRe se jaataa hai

    trifft's heut nicht, trifft es doch morgen.
    (goli) aaj nahiin milti, to kal zaruur milegi

    Und trifft es morgen, so laßt uns heut'
    Aur kal milti, to aaj chaleyn

    noch schlürfen die Neige der köstlichen Zeit !
    qiimti waqt ki miThaayi mazaah se enjoy kareyn



    Auf des Degens Spitze die Welt jetzt liegt,
    Chaaku ke Tip par dunyaa aabhi rehti hai

    Drum froh, wer den Degen jetzt führet,
    Chaleyn jo chaaku aabhi achchi tarah se pakaRtaa hai, uski bakht hogi

    Und bleibt nur wacker zusammengefügt,
    Aur tum log bahaaduri se eik saath kaRe hote,

    Ihr zwingt das Glück und regieret.
    To tum bakht ko zabardasti karogi aur hakuumat karoge

    Es sitzt keine Krone so fest und so hoch,
    Koi taaj nahiin utnaa mehfuuz aur utnaa unchnaa,

    Der mutige Springer erreicht sie doch
    Bahaadur kodnewaalaa usko zaruur pahunchtaa hai

    Drum, frisch Kameraden, den Rappen gezäumt,
    Are doston chaleyn, pack rekho

    die Brust im Gefechte gelüftet !
    Siine uThaao maarake meyn!

    Die Jugend brauset, das Leben schäumt,
    Javaani garaj  rahi hai, zindagi khatam ho jaa rahi hai

    frisch auf, eh' der Geist noch verdüftet !
    jaldi kareyn warna ruuh hi khatam ho jaayegi!

    Und setzet ihr nicht das Leben ein,
    Aur zindagi khatre meyn nahiin rakhte,

    nie wird das Leben gewonnen sein.
    To zindagi par jiit kabhi na jaaoge


    إطلب العلم ولو في الصين

    Es sitzt keine Krone so fest und so hoch,
    Der mutige Springer erreicht sie doch.

    I don't give a fuck about your war, or your President.
  • german gaane kaa tarjumah
     Reply #1 - November 09, 2014, 11:09 PM

    It must be a perfect translation from the little Deutsche I remember!
    Btw, why you need the translation in urdu? Are  you sending it to someone?
    Im so curious  Tongue
  • german gaane kaa tarjumah
     Reply #2 - November 09, 2014, 11:10 PM

    mujhe pasand hai bas, aur bhi meri urdu-i-zubaan ke liye yeh activity achchi hai.

    إطلب العلم ولو في الصين

    Es sitzt keine Krone so fest und so hoch,
    Der mutige Springer erreicht sie doch.

    I don't give a fuck about your war, or your President.
  • german gaane kaa tarjumah
     Reply #3 - November 09, 2014, 11:12 PM

     Afro bohat achi hobby hai ap ki.
    Ap kitni zabane samajte/jante hai?
  • german gaane kaa tarjumah
     Reply #4 - November 09, 2014, 11:15 PM

    mere khayaal se hindi/urdu, arabi, german, aur angrezi. meri fransisi bahut buri hai, main usko taraqi karnaa chaahtaa hun. aur mujhe ibraani (Hebrew) aati thi, lekin kisi ke saath istamaal nahiin kartaa to main bhuul gayaa :( phir bhi main muqaddas kitaab (Bible) ibraani meyn aab tak paRh saktaa hun lughat ke saath. Early Islamic History ke PhD ke liye mujhe puraani yunaani (ancient Greek) aur syriac aur shaayad faarsi maaluum honaa chaahiye hogin. weyse main spanish, (nayi) greek aur (nayi) faarsi bhi siikhnaa chaahtaa hun.

    إطلب العلم ولو في الصين

    Es sitzt keine Krone so fest und so hoch,
    Der mutige Springer erreicht sie doch.

    I don't give a fuck about your war, or your President.
  • german gaane kaa tarjumah
     Reply #5 - November 09, 2014, 11:25 PM

    Wow that's so many languages Shocked
    mein to pagal ho jao agar mujhe itni sikhni par jae. Mein to ab bas japanese zaban sikhna chahti hoon. Wo zara doosri zaban jo meine sikhi hai unse muhtlif hain.
    Mujhe to urdu parhna hi nahi yad raha. Bohat mushkil se parha jata hai.

  • german gaane kaa tarjumah
     Reply #6 - November 09, 2014, 11:47 PM

    urdu paRhnaa to mere liye asaanaa thaa, kionkih mujhe arabi aati thi.

    aur japanese bahut muhskil hai. mujhe japanese tahziib meyn bahut dilchaspi hai, khaas taur se dusre jang-i-alaam meyn aur main bhi siikhnaa chaahtaa hun. lekin usmeyn chinese characters hote hain, aur vo to bahut zyaada mushkil hain; mere khayaal se mere paas kaafi waqt nahiin hogaa japanese siikhne ke liye  jab tak main kaam nahiin kartaa :p

    إطلب العلم ولو في الصين

    Es sitzt keine Krone so fest und so hoch,
    Der mutige Springer erreicht sie doch.

    I don't give a fuck about your war, or your President.
  • 1« Previous thread | Next thread »